Union Bank of India Balance Check Kaise Kare

Kya aap janana chahate ki Union Bank of India Balance Check Kaise Kare ( union bank missed call balance ) tab yah article apke liye hai. Hello, friends Mai Ravi Thakur apni website tecnoravi me apka welcome karta hun. Dosto agar apka bank account Union bank of India me hai or aap ghar baithe apne mobile se balance check Karna chahate hain. Tab ye post apke liye bahut kaam ki ho skati hai. Kyuki aaj ki post me mai apko union bank of India me sms or missed call ki help se balance check karne ki puri process bataya hun. 

Union Bank of India Balance Check

Dosto agar apko apne account ka balance check karna hai. Tab apko bank branch me ya ATM me jane ki koi jarurat nhi hai. Aap ghar baithe apne bank-account se link phone number se SMS bhej kar ya missed call kar ke balance check kar skate hai. Maine niche puri process batai hain. 

Union bank balance check by sms

Friends aap apne account se link phone number se sms bhej kar balance check kar skte hai. Eske liye apko ek sms type karna hoga. SMS me apko kya likhna hai ye niche diya hai.

 Primary Account: UBAL 

 Other Account: UBAL <space> Account Number 

Dosto apko es trah sms likhna hai or es sms ko niche diye number par apne registered mobile se bhej dena hai.

 SENT TO   09223008486 

Sms bhejne ke bad apko thoda wait karna hai. Uske bad apke mobile par bank ki traf se ek SMS aa jayega. Jisme apke account ka balance likha hoga.

Union bank missed call balance

Friends aap apne bank se registered mobile se ke missed call karke bhi apne account ka balance check kar skate hai. Eske liye bus apko niche diye number ( union bank of india balance check number ) par missed call Karne hai.

 Union bank balance enquiry number: 09223008586 

Missed call Karne ke bad apko thoda wait Karna hai. Uske bad apke mobile par bank ki traf se ek SMS aa jayega. Jisme apke account ka balance likha Hoga.

 

 

Tab Dosto aap is trah se “Union Bank of India Balance Check Kaise Kare” dekh skate hai. Umeed Karta hun apko smjh aa gya hoga. Fir bhi apka koi question hai tab aap mujh se comment karke puchh sakte hai. Agar apko yah article pasand aya ho tab aap is article ko like kar skte hai or sath hi sath apne dosto me share bhi kar skte hai jisse sabhi logo ko iski jankari mil jaye.

Dosto hum se jude rhne ke liye or esi type ki aage bhi post pdhne ke liye aap hume Facebook, instagram, and youtube channel ko follow kar skte hai. THANK YOU

Union Bank of India Balance Check Kaise Kare Video Tutorial

Leave a Comment

आपका ईमेल पता प्रकाशित नहीं किया जाएगा. आवश्यक फ़ील्ड चिह्नित हैं *

Discover more from MisterKaise

Subscribe now to keep reading and get access to the full archive.

Continue reading